Thaame Jo Tere Waade
Thi Jo Bikhri Raah’en
Ab Unse Jaan Mile
Baahon Mein Jab se Soya
Khud Ko Itna Khoya
Ke Rooh bhi Jaa Mile
Ke Kabhi Aankh Teri Hum Pe Aa Giri
Ke Kabhi Baat Teri Mujhse Aa Juddi
Haq Se Ban Tu Meri
Radha Main kanha tera
Ban Piya
Meri Jab Aankhon Mein Base Jiya
Ban Piya
Ram Ko Jaise Hai Maane Siya
Ban Piya
Meri Jab Aankhon Mein Base Jiya
Ban Piya ban piya
Ban Piya
Meri Jab Aankhon Mein Base Jiya
Ban Piya
Ram Ko Jaise Hai Maane Siya
Ban Piya
Meri Jab Aankhon Mein Base Jiya
Ban Piya
Ram Ko Jaise Hai Maane Siya
Nanhi si chori Hoon
Dil Se Bhi Boli Hoon
Taake Tu Mujhko Toh kahe
Naino se taake
Aur Dil Mein Tu jhaake
Aur chede Tu Mujhko Tu Kahe
Haye natkhat Kanhaiya Main
Bigdi Balaiya Main
Maakhan Chura Loon main Saare
Gokul Ki Galiyon Mein
Teri Hi Galiyon Mein
Khojoon bas Tujhko Hi Pyaare
Gokul Halwai Ki Bani Mithai
Bas Tumko Khila Doon Main Aake
gopiyon Se Bhari Ho
Toli Jo Teri Ho
taaku bas tukhko main raadhe
Bheege Mann Se Megha Barse
Hai Milan Ki Radhe Radhe
Mor Saawan Mein Nache Ab Se
Braj Kare Hai Radhe Radhe
Ke Kabhi Aankh Teri Hum Pe Ke gire
ke kabhi Baat Teri Mujhse aa Juddi
Haq Se Banti Teri Radha Tu kanha mera
Ban Piya
Meri Jab Aankhon Mein Base Jiya
Ban Piya
Ram Ko Jaise Hai Maane Siya
Ban Piya
Meri Jab Aankhon Mein Base Jiya
ban piya ban piya
Ban Piya
Meri Jab Aankhon Mein Base Jiya
Ban Piya
Ram Ko Jaise Hai Maane Siya
Ban Piya
Meri Jab Aankhon Mein Base Jiya
Ban Piya
Ram Ko Jaise Hai Maane Siya
0 Comments